Dua by Iqbal
(Bal-e-Jibril-053) Khirad Mandon Se Kya Poochun Ke Meri Ibtada Kya Hai
Khirad-Mandon Se Kya Puchon Ke Meri Ibtada Kya HaiKe Main Iss Fikar Mein Rehta Hun, Meri Intiha Kya Hai
Why should I ask the wise about my origin:
I am worried to know my
destiny.”
Khudi Ko Kar Buland Itna Ke Har Taqdeer Se Pehle
Khuda Bande Se Khud Puche, Bata Teri Raza Kya Hai
Raise yourself to such heights that God asks you what do
you want to achieve
The way to raise your self is by becoming humble and
loving people develop fera of God.
Maqam-e-Guftugu Kya Hai Agar Main Keemiya-Gar Hun
Yehi Souz-e-Nafas Hai, Aur Meri Keemiya Kya Hai!
Your voice can be Gold, Use beautiful speech and succeed.
Nazar Ayeen Mujhe Taqdeer Ki Gehraiyan Uss Mein
Na Puch Ae Hum-Nasheen Mujh Se Woh Chashm-e-Surma Sa Kya Hai
Agar Hota Woh Majzoob*-e-Farangi Iss Zamane Mein
To Iqbal Uss Ko Samjhata Maqam-e-Kibriya Kya Hai
The Evil foreigners need to know
The heights of our achievements
Nawa-e-Subahgahi Ne Jigar Khoon Kar Diya Meraza Hai, Woh Khudaya Jis Khata Ki Ye Saza Hai, Woh Khata Kya Hai!
The arrow of the morning has pierced my heart,
God what is the reason for ongoing punishment.
Khudi Ko Kar Buland Itna Ke Har Taqdeer Se Pehle 😏